आम पापड़ बनाने की विधि – Aam (Mango) Papad Recipe

Aam Papad Recipe in Hindi - आम पापड़ बनाने की विधि
 
Ingredients
  • आम – ½ किलो
  • चीनी – 2 बड़े चम्मच
Instructions
  1. आम को धो कर छील लें।
  2. आम का गूदा निकाल कर बलेंडर में चीनी के साथ पीस लें और एक स्मूद पेस्ट त्यार करें।
  3. एक पैन को गरम करके आम का पेस्ट डालें।
  4. 7 से 10 मिनट आम के पेस्ट को पका ले और गैस बंद कर दें।
  5. एक प्लेट या प्लैन थाल पर तेल लगाए और पकाया हुआ आम का पेस्ट फैलाएं और आम की पतली परत बना लें। (ज़्यादा मोटी लेयर ना हो)
  6. इस प्लेट को धूप में या पंखे पर एक दिन सूखने के लिए रख दें।
  7. सूखने पर चाकू की मदद लेयर काट कर निकाल लें और एक के ऊपर एक तीन चार लेयर त्यार करें।
  8. फिर चाकू से आकर देकर त्यार आम पापड़ का मज़ा लें।

Aam Papad Recipe in Hindi – Papad kaise banaye:

aam papad recipe, आम पापड़How to make Mango Papad (आम पापड़ Banane ki Vidhi) Step by Step Guide Hindi mein:

  1. Aam ko aache se dho kar cheel lein.
  2. Aam ka gooda nikaal kar blender mein cheeni ke saath pees lein aur ek smooth paste tyaar karein.
  3. Ek pan ko garam karke aam ka paste daalein.
  4. 7 se 10 minute aam ke paste ko pakale aur gas band kar dein.
  5. Ek plate yaa plain thaal par tel lagaye aur pakaya hua aam ka paste falaiyein aur aam ki patli parat bana lein (jyada moti layer naa ho).
  6. Iss plate ko dhoop mein yaa pankhe par ek din sookhne ke liye rakh dein.
  7. Sookhne par chaaku ki madad layer kaat kar nikaal lein aur ek ke upar ek teen chaar layer tyaar karein.
  8. Phir chaaku se aakar dekar tyaar aam papad ka mazaa lein.

Save

Save

Save

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published.

*

code

Rate this recipe: