आलू बुखारे का जैम | Aloo Bukhara Jam | Plum Jam Recipe

आलू बुखारे का जैम | Aloo Bukhara Jam | Plum Jam
 
Ingredients
  • आलू बुखारा - 1 किलो
  • चीनी - २ कप या स्वादानुसार
  • रेफाइंड आयिल - 1 बड़ा चम्मच
Instructions
  1. आलू बुखारा को अच्छे से धो लें और छोटे छोटे टुकड़ों में काट लें।
  2. एक नॉन स्टिक पैन में बारीक कटा आलू बुखारा डालें और गैस पर रखें।
  3. मध्यम आँच पर आलू बुखारा को नरम होने तक पकाएं, नरम होने पर आलू बुखारा को मैश करें।
  4. अब कड़ाही में चीनी डालें और अच्छे से मिलायें।
  5. धीमी आँच पर मिश्रण को चलाते रहें। जब मिश्रण का पानी सूख जाए और जब वो जैम जैसा दिखने लगे तब गैस बंद कर दें।
  6. एक छोटे पैन में एक बड़ा चम्मच खाने का तेल गरम करें और गरम तेल को जैम में अच्छे से मिला लें।
  7. आलू बुखारे के जैम को ठंडा होने पर एयर टाइट कंटेनर में रख कर फ्रिड्ज में स्टोर करें और जब मन चाहे तब ब्रेड पर लगा कर खायें।
Notes
जैम में गरम तेल मिलने से बहुत दिन तक ठीक रहता है।
एयरटाइट कंटेनर में आप जैम को बहुत महीनो तक स्टोर कर सकते हैं।

Alu Bukhara Jam Recipe in Hindi – आलू बुखारे का जैम कैसे बनाएं:

plum jam recipe

How to make Plum Jam – Aloo Bhukhare ka jam banane ki vidhi:

  1. Aloo bukhara ko ache se dho lein aur chote chote tukdon mein kaat lein.
  2. Ek non stick pan mein bareek kata aloo bukhara daalein aur gas ON kar dein.
  3. Madhyam aanch par aloo bukhara ko naram hone tak pakayein, Naram hone par aloo bukhara ko mash karein.
  4. Ab Kadahi mein chini daalein aur achhe se milayein.
  5. Dheemi aanch par mishran ko chalate rahein. Jab mishran ka paani sookh jaye aur jab wo jam jaisa dikhne lage tab gas band kar dein.
  6. Ek pan mein ek bada chammach khane ka tel garam karein aur garam tel ko jam mein ache se mila lein.
  7. Aloo bukhara ke jam ko thanda hone par airtight container mein rakh kar fridge mein store karein aur jab mann chahe tab bread par laga kar khayein.

Note:

  • Jam mein garam tel milane se bahut din tak theek rehta hai.
  • Airtight container mein aap jam ko bahut mahino tak store kar sakte hain.

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published.

*

code

Rate this recipe: