बालूशाही बनाने की विधि – Balushahi Recipe

Balushahi Recipe in Hindi - बालूशाही रेसिपी इन हिंदी | Balushahi Sweet Recipe
 
Author:
Recipe type: Dessert
Cuisine: Indian
Ingredients
  • मैदा - 2 कप
  • दही - ¼ कप
  • घी - ½ कप
  • बेकिंग सोडा - 2 चुटकी
  • चीनी - 1½ कप
  • पानी - ¾ कप
Instructions
  1. एक बर्तन में मैदा, दही, घी और बेकिंग सोडा को अच्छे से मिला लें।
  2. उँगलियों से गुनगुने पानी की मदद से आटे को मिला लें, ज़्यादा गूंदे नहीं और 15 से 20 मिनिट के लिए सेट होने रख दें।
  3. आटा सेट होने पर हल्के हाथों से नींबू के साइज़ के पेड़े बना लें और बालूशही का आकार बना लें।
  4. एक पैन में बालूशाही तलने के लिए तेल गरम कर लें।
  5. साथ ही एक दूसरे पैन में चीनी की एक तार की चाशनी तैयार कर लें।
  6. मध्यम आँच पर बालूशाही हो भूरा भून लें।
  7. भूनी हुई बालूशाही को चाशनी में 10 मिनिट के लिए छोड़ दें।
  8. बालूशाही को प्लेट में निकाल कर सूखने दें।
  9. स्वादिष्ट बालूशाही तैयार है, अपने परिवार के साथ घर पर बनी बालूशाही का आनंद लें।

Balushahi Recipe – घर पर बालूशाही kaise banaye:

balushahi recipe in hindi, balushahi, बालूशाही रेसिपी इन हिंदीHow to make Balushahi (बालूशाही banane ki vidhi) Step by Step Guide Hindi mein:

  1. Ek bartan mein maida, dahi, ghee aur baking soda ko acche se mila lein.
  2. Ungliyon se gungune paani ki madad se aate ko mila lein, zyada gunde nahin aur 15 se 20 minute ke liye set hone rakh dein.
  3. Atta set hone par halke haathon se nimboo ke size ke pede bana lein aur balushahi ka akaar dein.
  4. Ek pan mein balushahi talne ke liye tel garam kar lein.
  5. Saath hi ek doosre pan mein chini ki ek taar ki chashni taiyaar kar lein.
  6. Madhyam aanch par balusahi ho golden bhoon lein.
  7. Bhooni hui balushahi ko chashni mein 10 minute ke liye chhor dein.
  8. Balushahi ko plate mein nikaal kar sookhne dein.
  9. Swadisth balushahi taiyaar hai, apne parivaar ke saath ghar par bani balushai ka anand lein.

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published.

*

code

Rate this recipe: