गाजर की कांजी रेसिपी – Carrot Kaanji Recipe in Hindi

गाजर की कांजी रेसिपी - Carrot Kaanji Recipe in Hindi
 
Author:
Ingredients
  • काली गाजर - 500 ग्राम
  • पानी - 1 लीटर
  • काला नमक - ½ चम्मच
  • सफ़ेद नमक - ½ चम्मच
  • काली मिर्च पाउडर - 2 चुटकी
  • राई - 2 चम्मच, पिसी हुई
  • हींग - 1 चुटकी
Instructions
  1. गाजर को छील कर अच्छे से धो लें और लंबे टुकड़ों में काट लें।
  2. एक बरतन में कटी हुई गाजर, पानी और सभी सामग्री को मिला लें।
  3. कांजी के मिश्रण को काँच या चीनी मीठी के बर्तन में डालें और ढक्कन बंद कर दें।
  4. कांजी के बर्तन को 2 से 3 दिन धूप में रखें। ठंड के मौसम में कांजी को 4 से 5 दिन धूप में रखें।
  5. कांजी खट्टी होने पर आप उसे फ्रिड्ज में स्टोर कर के रखें ताकि वो और खट्टी ना हो और ठंडी ठंडी कांजी परोसें।

Gajar ki Kaanji Recipe in Hindi – गाजर की कांजी kaise banaye:

gajar kaanji recipe image, गाजर की कांजी, carrot kanji photoHow to make Carrot Kanji (गाजर की कांजी Banane ki Vidhi) Step by Step Guide Hindi mein:

  1. Gajar ko chheel kar ache se dho lein aur lambe tukdon mein kaat lein.
  2. Ek baratan mein kati hui gajar, paani aur sabhi samagri ko mila lein.
  3. Kaanji ke mishran ko kaanch ya cheeni mithi ke bartan mein daalein aur dhakkan band kar dein.
  4. Kaanji ke baratan ko 2 se 3 din dhoop mein rakhein. Thand ke mausam mein kaanji ko 4 se 5 din dhoop mein rakhein.
  5. Khati kaanji taiyaar hone par aap use fridge mein store kar ke rakhein taaki wo aur khati na ho aur thandi thandi kaanji parosein.

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published.

*

code

Rate this recipe: