काला चना ग्रेवी बनाने की विधि – Kala Chana Curry Recipe

 

Kala Chana Curry Recipe - काला चना ग्रेवी रेसिपी | Black Cnaha Gravy
 
Author:
Ingredients
  • काले चने - 1 कप
  • प्याज़ - 3
  • टमाटर - 3
  • अदरक - 1 छोटा टुकड़ा
  • लहसुन - 7 कलियाँ
  • लाल मिर्च पाउडर - ½ चम्मच
  • हल्दी - ½ चम्मच
  • धनिया पाउडर - 1 चम्मच
  • चना मसाला - 1 चम्मच
  • नमक स्वादानुसार
  • हरा धनिया - 2 बड़े चम्मच, बारीक कटा
  • तेल - 2 बड़े चम्मच
Instructions
  1. काले चने को धो कर 7 से 8 घंटे या रात भर भिगो कर रखें।
  2. काले चनो को उबाल लें और छोले निकाल लें। (उबला हुआ पानी फेंके नही)
  3. प्याज़ को पीस लें और एक तरफ रख दें।
  4. टमाटर, अदरक और लहसुन को भी पीस लें।
  5. एक कढ़ाई में तेल गरम करके जीरा भूने।
  6. जीरा भुन जाने पर प्याज़ का पेस्ट डालकर भुने, प्याज़ जब गोलडेन ब्राउन होने लगें, तब इसमे टमाटर, अदरक और लहसुन का पेस्ट डालें।
  7. तड़का जब तेल छोड़ने लगे तब कड़ाही में लाल मिर्च पाउडर, हल्दी, धनिया पाउडर, चना मसाला और नमक डालकर मसाला भुने।
  8. अब इसमे उबले काले चने मिलायें और आँच धीमी कर दें।
  9. से 3 मिनट पकाने के बाद कढ़ाई में उबले चनो का पानी भी डालें और 5 से 7 मिनट मध्यम आँच पर पकाएं।
  10. तेल जब ग्रेवी के ऊपर नज़र आने लगे तब गैस बंद कर दें और ऊपर से गरम मसाला और बारीक कटा हरा धनिया डालकर त्यार छोले जीरा राइस के साथ सर्व करें।

Black Chana Curry recipe in Hindi – Kala Chana Kaise Banaye:

kala chana curry, black chana recipe image, kala chana gravy, काला चनाHow to make Black Chana Curry ( काला चना ग्रेवी Banane ki Vidhi) Step by Step Guide Hindi mein:

  1. Kale chane ko dho kar 7 se 8 ghante ya raat bhar bhigo kar rakhein
  2. Kale chano ko cooker mein ubaal lein aur chole ko chhan kar alag nikaal lein (ubla hua paani phenke nahi)
  3. Pyaaz  ko pees lein aur ek taraf rakh dein.
  4. Tamatar, adrak aur lahsun ko bhi pees lein.
  5. Ek kadhai mein tel garam karke jeera bhoone.
  6. Jeera bhun jaane par pyaaz ka paste daalkar bhune.
  7. Pyaaz jab golden brown hone lagein, tab isme tamatar, adrak aur lahsun ka paste daalein.
  8. Tadka jab tel chhorne lage tab kadahi mein lal mirch powder, haldi, dhaniya powder, chana masala aur namak daalkar masala bhune.
  9. Ab isme uble kale chane milayein aur aanch dheemi kar dein.
  10. 2 se 3 minute pakaane ke baad kadhai mein uble chano ka paani bhi daalein aur 5 se 7 minute madhyam aanch par pakayein.
  11. Tel jab gravy ke upar nazar aane lage tab gas band kardein aur upar se garam masala aur baarik kata hara dhaniya daalkar tyaar chole jeera rice ke saath serve karein.

Save

Save

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published.

*

code

Rate this recipe: