पालक की कढ़ी | Palak ki Kadhi | Spinach Kadhi Recipe

पालक की कढ़ी - Palak ki Kadhi Recipe in Hindi
 
Ingredients
  • लस्सी – 1 लिटेर, हलकी खट्टी
  • पालक – 2 कप (कटी हुई)
  • बेसन – 1 कप
  • हींग – 1 चुटकी
  • साबुत धनिया – ½ चम्मच
  • धनिया पाउडर – 1 चम्मच
  • जीरा – ½ चम्मच
  • मेथी दाना - ¼ चम्मच
  • सरसों के दाने – ½ चम्मच
  • हल्दी पाउडर – 1 चम्मच
  • गरम मसाला – ½ कहम्मच
  • लाल मिर्च पाउडर – ½ चम्मच
  • कढ़ी पत्ता – 15 से 20 पत्ते
  • नमक - स्वादानुसार
  • सरसों का तेल – 2 बड़े चम्मच
Instructions
  1. एक भिगोने में लस्सी और बेसन को अच्छे से मिलायें। ध्यान रखें बेसन की गांठे ना रहें।
  2. एक कड़ाही में तेल गरम करके जीरा, साबुत धनिया, सरसों के दाने और मेथी दाना भून लें। आँच धीमी कर दें।
  3. मसाले भूनने पर कढ़ी पत्ता डालें और फिर हल्दी पाउडर, लाल मिर्च पाउडर, धनिया पाउडर, हींग और पालक डालकर 5 से 7 मिनिट धीमी आँच पर पकाएं।
  4. अब कड़ाही में तैयार किया हुआ बेसन का घोल डालें और अच्छे से मिलायें।
  5. बेसन के घोल को हिलाते रहें और फिर कढ़ी को ज़रूरतनुसार पतला करने के लिए ½ ग्लास पानी डालें और स्वादानुसार नमक डालकर मध्यम आँच पर उबलना रखें। कड़ाही को धक दें।
  6. कड़ाही के किनारों पर तेल आने पर समझ लें की कढ़ी तैयार है। गैस को बंद कर दें और कढ़ी के ऊपर गरम मसाला छिड़क कर रोटी या चावल के साथ गरमा गरम परोसें।

Palak ki Kadhi Recipe in Hindi – पालक की कढ़ी kaise banayein:

palak ki kadhi banane ki vidhi

How to make Palak ki Kadhi at home – पालक की कढ़ी banane ki vidhi:

  1. Ek bartan mein lassi aur besan ko acche se milayein. Dhyan rakhein besan ki gaanthe naa rahein.
  2. Ek kadahi mein tel garam karke jeera, sabut dhaniya, sarson ke daane aur methi daana bhoon lein. Aanch dheemi kar dein.
  3. Masale bhunne par kadhi patta daalein aur phir haldi powder, lal mirch powder, dhaniya powder, hing aur palak daalkar 5 se 7 minute dheemi aanch par pakayein.
  4. Ab kadhai mein taiyaar kiya hua besan ka ghol daalein aur achhe se milayein.
  5. Besan ke ghol ko hilate rahein aur phir kadhi ko zaruratanusaar patla karne ke liye ½ glass paani daalein aur swadanusaar namak daalkar madhyam aanch par ubalna rakhein. Kadahi ko dhak dein.
  6. Kadahi ke kinaaron par tel aane par samajh lein ki kadhi taiyaaar hai. Gas ko band kar dein aur kadhi ke upar garam masala chhiddak kar roti ya chawal ke saath garma garam parosein.

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published.

*

code

Rate this recipe: