वाइट सॉस बनाने की विधि – White Sauce Recipe

White Sauce Recipe in Hindi - वाइट सॉस रेसिपी | How to make White Sauce
 
Author:
Ingredients
  • दूध (milk) - 2 कप
  • मक्खन (butter) - 50 ग्राम
  • मैदा (all purpose flour) - 2 चम्मच
  • तेज पत्ता (bay leaf) - 1
  • लौंग (cloves) - 5 से 6
  • प्याज़ (onion) - 1
  • नमक (salt) - 1 या 2 चुटकी
  • पिज़्ज़ा सीज़निंग (pizza seasoning) - 1 चम्मच (इच्छा अनुसार)
Instructions
  1. प्याज़ को छील कर उसमे चारो तरफ से लौंग डालें।
  2. एक बर्तन में दूध, लौंग वाला प्याज़ और तेज पत्ता डालकर उबाल लें और उबलने के बाद 2 से 3 मिनट तक मध्यम आँच पर चलाते रहें।
  3. एक पैन लें और उसमे मक्खन डालें, मक्खन पिघलने पर आँच मध्यम करके मैदा डालें और अच्छे से मिलायें।
  4. मैदे को 2 से 3 मिनट के लिए पकाएं और इतना ही पकाएं जिससे की उसका रंग ना बदले।
  5. दूध में से प्याज़ और तेज पत्ता छान लें और दूध को पैन में थोड़ा - थोड़ा करके अच्छे से मिला लें ताकि मैदे में गाँठे ना बने।
  6. एक उबाला आने पर पैन में पिज़्ज़ा सीज़निंग और नाम मात्रा में नमक डालें।
  7. अच्छे से मिक्स करें और धीमी आँच पर 2 से 3 मिनट पकाएं।
  8. आपकी वाइट सॉस तैयार है, ज़रूरत अनुसार इस्तेमाल करें।

White Sauce Recipe in Hindi – वाइट सॉस kaise banaye:

white sauce image, वाइट सॉस रेसिपी, white sauce recipe in hindiHow to make white sauce (सफेद चटनी Banane ki Vidhi) Step by Step Guide Hindi mein:

White Sauce Pasta Recipe ke liye yahan click karein

  1. Pyaaz ko chheel kar usme chaaro taraf se laung daalein.
  2. Ek bartan mein doodh, laung wala pyaaz aur tej patta daalkar ubaal lein aur ubalne ke baad 2 se 3 minute tak madhyam aanch par chalate rahein.
  3. Ek pan lein aur usme butter daalein, makhan pighalne par aanch madhyam karke maida daalein aur achhe se milayein.
  4. Maide ko 2 se 3 minute ke liye pakayein aur itna hi pakayein jisse ki uska rang na badle.
  5. Doodh mein se pyaaz aur tej patta chhaan lein aur doodh ko pan mein thoda thoda kar ke ache se mila lein taaki maide mein gaanthe naa bane.
  6. Ek ubala aane par pan mein pizza seasoning aur naam matra namak daalein.
  7. Ache se mix karein aur dheemi aanch par 2 se 3 minute pakayein.
  8. Aapki white sauce taiyaar hai, zarurat anusaar istemaal karein.

Save

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published.

*

code

Rate this recipe: