Atta ki Barfi Recipe in Hindi – Aate ki Barfi Banane ki Vidhi

Atta Barfi Recipe Ingredients:

  • Atta – 1 cup
  • Doodh – 2 cup
  • Cheeni – 1 cup
  • Elaichi Powder – 1 chutki
  • Dry Fruits – 4 se 5 chammach
  • Ghee – 2 bade chammach

atta barfi image, atta barfi recipe in Hindi, aata barfi

Atta Barfi Banane ki Vidhi:

  1. Atta ki barfi banane ke liye, ek pan mein ghee daalkar garam hona rakhein.
  2. Ghee garam hone par atta daalein aur madhyam aanch par pakayein.
  3. Aate ki chalate rahe, jab aata sunhera ho jaye tab aanch dheemi karke doodh aur cheeni daalkar acche se mix karein.
  4. Iss mishran ko hilate rahe.
  5. Ab Isme dry fruits aur elaichi paoder bhi daalkar mix karein.
  6. Doodh sukh jaane par gas band kar dein.
  7. Ek thali mein ghee ki greasing karke tyaar mixture ko thali mein daalkar failayein.
  8. Upar se dry fruits rakh dein aur halke haatho se daba dein.
  9. Barfi thandi hone par chaku se pieces kaat lein.
  10. Atta doodh ki barfi tyaar hai.

Incoming Search Terms:

  • atta ki barfi banane ka tarika
  • atta ki barfi kaise banate hain
  • atta burfi recipe in hindi
  • aate ki barfi banane ki recipe in hindi

 

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published.

*

code