कच्चा पनीर – Kacha Paneer Recipe (Homemade Paneer)

कच्चा पनीर - Kacha Paneer Recipe | How to make Paneer at Home in Hindi
 
Ingredients
  • दूध (doodh) - ½ लीटर
  • दही (dahi) - 1 कटोरी
Instructions
  1. एक बर्तन में दूध उबलने रखें।
  2. उबाला आने पर दही डालें और चम्मच से हिलाते रहें।
  3. दूध जब अलग होने लगे तब गैस बंद कर दें और थोड़ा ठंडा होने दें।
  4. हल्का ठंडा होने पर पानी को छान लें।
  5. छाने हुए पनीर को ठंडे पानी में डालें।
  6. फिर एक मलमल के कपड़े में अच्छे से दबाकर रख दें।
  7. घर पर बना कच्चा पनीर तैयार है, ज़रूरत अनुसार इस्तेमाल करें।

Raw Cheese Recipe in Hindi – Kaccha Paneer Kaise Banaye:

kacha paneer, homemade cheese recipes, कच्चा पनीरHow to make Raw Cheese (कच्चा पनीर Banane ki Vidhi) Step by Step Guide Hindi mein:

  1. Ek bartan mein doodh ubalne rakhein.
  2. Ubaala aane par dahi daalein aur chammach se hilate rahein.
  3. Doodh jab alag hone lage tab gas band kar dein aur thoda thanda hone dein.
  4. Halka thanda hone par paani ko chhaan lein.
  5. Chhane hue paneer ko thande paani mein daalein.
  6. Phir ek malmal ke kapde mein acche se dabakar rakh dein jis se ki uska saara paani nikal jaayein.
  7. Ghar par bana kacha paneer taiyaar hai, zarurat anusaar istemaal karein.

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published.

*

code

Rate this recipe: