खांडवी बनाने की विधि – Khandvi Recipe

khandvi Recipe in Hindi - खांडवी रेसीपी | How to make Khandvi
 
Author:
Recipe type: Appetizer
Cuisine: Indian
Ingredients
  • बेसन (gramflour) - 1 कप
  • दही (yogurt) - ½ कप
  • पानी (water) - 2 कप
  • अदरक का पेस्ट (ginger paste) - ½ चम्मच
  • हल्दी पाउडर (turmeric powder) - ¼ चम्मच
  • सरसों (mustard seeds) - 1 चम्मच
  • नारियल (coconut) - ¼ कप, कद्दूकस किया हुआ
  • कढ़ी पत्ता (curry leaves) - 10 से 12
  • नमक (salt) - स्वादानुसार
  • तेल (oil) - 1 बड़ा चम्मच
Instructions
  1. एक बर्तन में बेसन, अदरक का पेस्ट, हल्दी पाउडर और स्वादानुसार नमक डालकर मिक्स करें।
  2. एक बर्तन में दही अच्छे से फेंट लें और पानी डालकर घोल त्यार करें।
  3. त्यार पतली फेंटी हुई दही को बेसन वाले बर्तन में डालकर घोल त्यार करें। ( पानी डालते समय हिलाते रहे ताकि गाँठ ना बने)
  4. एक पैन में त्यार दही और बेसन का घोल डालें और पकाएं। (हिलाते रहे)
  5. लगभग 8 से 9 मिनट पकने के बाद घोल बेसन से अलग होने लगेगा, तब गैस बंद कर दें।
  6. एक समतल ट्रे में तैयार घोल की पतली सी परत बना लें और इससे सूखने के लिए रख दें।
  7. खंडवी के लिए छोंक बनाने के लिए, एक छोटे पैन में तेल गरम कर लें।
  8. गरम तेल में सरसों के बीज और कढ़ी पत्ता पका लें।
  9. बेसन की परत सूखने पर चाकू से काट लें और रोल बना लें।
  10. रोल किये हुए खंडवी के ऊपर छोंक डालें।
  11. स्वादिष्ठ गुजराती खांडवी का आनंद लें।

Khandvi Recipe in Hindi – Khandavi kaise banaye:

khandvi recipe image, खांडवी बनाने की विधि, khandvi recipe image, खांडवीHow to make Khandvi (खांडवी Banane ki Vidhi) Step by Step Guide Hindi mein:

Ghar par jhatpat Dhokla banane ki vidhi jaanne ke liye yahan click karein

  1. Ek bartan mein besan, adrak ka paste, haldi powder aur swadanusaar namak daalkar mix karein.
  2. Ek bartan mein dahi aache se phent lein aur paani daalkar ghol tyaar karein
  3. Tyaar patli phenti hui dahi ko besan wale bartan mein daalkar ghol tyaar karein ( paani daalte samay hilate rahe taaki gaath naa bane)
  4. Ek pan mein tyaar dahi aur besan ka ghol daalein aur pakayein (hilate rahe)
  5. Lagbhag 8 se 9 minute pakane ke baad ghol besan se alag hone lagega, tab gas band kar dein.
  6. Ek samtal tray mein taiyaar ghol ki patli si parat bana lein aur isse sookhne ke liye rakh dein.
  7. Khandvi ke liye chhonk banane ke liye ek chhote pan mein tel garam kar lein.
  8. Garam tel mein sarson ke beej aur kadi patta paka lein.
  9. Besan ki parat sookhne par chaku se kaat lein aur roll bana lein.
  10. Roll kiye hue khandvi ke upar chhonkh daalein.
  11. Swadisth Gujrati Khandvi ka anand lein.

Save

Save

Save

Save

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published.

*

code

Rate this recipe: