प्याज का उत्तपम बनाने की विधि – Onion Uttapam Recipe

Onion Uttapam Recipe in Hindi - प्याज का उत्तपम रेसिपी | Pyaaz ka Uttapam
 
Author:
Cuisine: Indian
Ingredients
  • चावल – 2 कप
  • उड़द की दल – 1 कप
  • प्याज़ - 3
  • नमक - ½ चम्मच
Instructions
  1. चावल और दाल को 4 से 5 घंटे अलग अलग भिगो कर रख दें।
  2. ग्राइंडर में दाल और चावल को अलग - अलग पीस लें।
  3. एक बर्तन में चावल और दाल के पेस्ट को एक घंटा रख दें।
  4. प्याज़ को बारीक काट लें।
  5. एक नॉन स्टिक पैन गरम करके आँच मध्यम कर दें।
  6. पैन पर तेल और पानी की कुछ बूंदे छिड़के और कपड़े से पॉच लें।
  7. तैयार बैटर को पैन पर डालकर गोल फलायें और ऊपर प्याज़ रख कर हल्का दबायें।
  8. उत्तपम के ऊपर और किनारों पर तेल लगाएं।
  9. नीचे से पकने पर पलट दें और दूसरी तरफ से भी पकाएं।
  10. उत्तपम तैयार होने पर प्लेट में निकालें और ऊपर से काली मिर्च और नमक छिड़क कर त्यार प्याज का उत्तपम सांभर और नारियल की चटनी के साथ सर्व करें।

Onion Uttapam Recipe in Hindi – Pyaaz ka uttapam kaise banaye:

onion uttapam recipe image, प्याज का उत्तपम रेसिपीHow to make onion uttapam  (प्याज का उत्तपम Banane ki Vidhi) Step by Step Guide Hindi mein:

  1. Chawal aur dal ko 4 se 5 ghante alag alag bhigo kar rakh dein.
  2. Grinder mein dal aur chawal ko alag alag pees lein.
  3. Ek bartan mein chawal aur daal ke paste ko ek ghanta rakh dein.
  4. Pyaaz ko baarik kaat lein.
  5. Ek non stick pan garam karke aanch madhyam kar dein .
  6. Pan par tel aur paani ki kuch boonde chhidke aur kapde se poch lein.
  7. Taiyaar batter ko pan par daalkar  gol falayein aur upar pyaaz rakh kar dabayein.
  8. Utappam  ke upar aur kinaaron par tel lagayein.
  9. Niche se pakne par palat dein aur dusri taraf se bhi pakayein.
  10. Uttapam taiyaar hone par plate mein nikaalein aur upar se kali mirch aur namak chhidakar kar tyaar onion uttapam sambhar aur nariyal ki chutney ke saath serve karein.

Save

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published.

*

code

Rate this recipe: