सादा पराठा बनाने की विधि – Plain Paratha Recipe

Plain Paratha Recipe - सादा पराठा | How to make Plain Paratha
 
Author:
Recipe type: Breakfast
Cuisine: Indian
Ingredients
  • आटा (wheat flour) - 1 कप
  • पानी (water) - आटा गूंदने के लिए
  • घी या तेल (ghee or oil) - ½ कटोरी
Instructions
  1. थाल में आटा डालकर पानी की मदद से नरम आटा गूंद लें।
  2. गूंदे हुए आटे को 15 मिनट धक कर रख दें।
  3. आटे की एक लोई बनाकर पूड़ी जितना बेल लें और ऊपर घी लगाकर फैलायें।
  4. बेली हुई रोटी को किनारो से पकड़कर फिर से एक पेड़ा बनाए और थोड़ा सूखा आटा लगाकर रोटी जितना बेल लें।
  5. तवा गरम करके बेली हुई रोटी डालें।
  6. नीचे की तरफ से हल्का पकने पर पलटे और दूसरी तरफ से पकाएं।
  7. पराठे के ऊपर एक चम्मच से थोड़ा सा तेल या घी लगायें और पराठा पलट दें।
  8. दोनो तरफ से थोड़ा पकने पर तेल लगाएं और सेकें।
  9. त्यार पराठे के ऊपर घी या बटर लगाकर सब्ज़ी के साथ सर्व करें।

Plain Paratha Recipe in Hindi – Sada Paratha  kaise banaye:

plain paratha image, sada paratha, सादा पराठाHow to make plain paratha (सादा पराठा Banane ki Vidhi) Step by Step Guide Hindi mein:

  1. Thaal mein aata daalkar paani ki madad se naram aata goond lein.
  2. Goonde hue aate ko 15 minute dhak kar rakh dein.
  3. Aate ki ek loi banakar poori jitna bel lein aur upar ghee lagakar failayein.
  4. Beli hui roti ko kinaaro se pakadkar phir se ek peda banaye aur thoda sukha aata lagakar roti jitna bel lein.
  5. Tawa garam karke beli hui roti daalein.
  6. Neeche ki taraf se halka pakne par palte aur dusri taraf se pakayein.
  7. Paranthe ke upar ek chammach se thoda sa tel ya ghee lagayein aur parantha palat dein.
  8. Dono taraf se thoda pakne par tel lagaye aur sekein.
  9. Tyaar parathe ke upar ghee ya butter lagakar sabzi ke saath serve karein.

Save

Save

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published.

*

code

Rate this recipe: