स्वीट कॉर्न भरता रेसिपी – Sweet Corn Bharta Recipe

Sweet Corn Bharta Recipe - स्वीट कॉर्न भरता रेसिपी | How to make Corn Bharta
 
Author:
Recipe type: Main Course
Cuisine: Indian
Ingredients
  • बड़ा बैंगन – 1
  • स्वीट कॉर्न – 1 कप
  • प्याज़ – 4
  • टमाटर - 3
  • जीरा – ½ चम्मच
  • हरी मिर्च – 1
  • अदरक का पेस्ट – 1 चम्मच
  • धनिया पाउडर - 1 चम्मच
  • नमक - स्वादानुसार
  • तेल - 2 बड़े चम्मच
Instructions
  1. स्वीट कॉर्न बैगन का भरता के लिए, कॉर्न को उबाल लें और छान कर एक तरफ रख दें।
  2. बैंगन पर सरसो का तेल मसल कर गैस पर धीमी आँच पर अच्छे से भुन लें।
  3. भुन जाने पर थोड़ा ठंडा होने पर बैंगन का छिलका हटा दें और गूदे को मैश कर लें।
  4. कढ़ाई में तेल गरम करके जीरा डालें।
  5. जीरा भुन जाने पर अदरक का पेस्ट और कटे प्याज़ डालें।
  6. प्याज़ हल्का भूरा होने लगे तब कड़ाही में टमाटर और हरी मिर्च डालें।
  7. टमाटर के तेल छोड़ने पर कड़ाही में धनिया पाउडर, लाल मिर्च पाउडर डालें और मसाला भुने।
  8. अब कड़ाही में बैंगन का गूदा, उबले स्वीट कॉर्न और नमक डालकर मिक्स करें।
  9. आँच धीमी करके कॉर्न भरता पकाएं और फिर गैस बंद कर दें।
  10. स्वीट कॉर्न भरता पर कटा हरा धनिया डालकर रोटी के साथ सर्व करें।

Sweet Corn Baingan Bharta Recipe in Hindi – कॉर्न भरता kaise banaye:

sweet corn baingan bharta, स्वीट कॉर्न भरता रेसिपीHow to make Sweet Corn Brinjal Vegetable (कॉर्न भरता Banane ki Vidhi) Step by Step Guide Hindi mein:

Baingan ka plain bharta banane ki vidhi ke liye yahan click karein

  1. Corn bharta ke liye, corn ko ubaal lein aur chaan kar ek taraf rakh dein.
  2. Baingan par sarso ka tel masal kar gas par dheemi aanch par acche se bhun lein.
  3. Bhun jaane par thoda thanda hone par baingan ka chilka hata dein aur goode ko mash kar lein.
  4. Kadhai mein tel garam karke jeera daalein.
  5. Jeera bhun jaane par adrak ka paste aur kate pyaaz daalein.
  6. Pyaaz halka bhoora hone lage tab kadahi mein tamatar aur hari mirch daalein.
  7. Tamatar ke tel chhorne par kadahi mein dhania powder, lal mirch powder daalein aur masala bhune.
  8. Ab kadahi mein baingan ka gooda, uble sweet corn aur namak daalkar mix karein.
  9. Aanch dheemi karke corn bharta pakayein aur phir gas band kar dein.
  10. Corn bharta par kata hara dhaniya daalkar roti ke saath serve karein.

Save

Save

Save

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published.

*

code

Rate this recipe: