मैदे की नमकीम तिकोनी मठरी – Triangle Mathri Recipe

Triangle Mathri Recipe - ट्रायंगल मठरी | How to make Tikoni Matthi
 
Author:
Recipe type: Appetizer
Cuisine: Indian
Ingredients
  • मैदा – 1 कप
  • सूजी – 1कप
  • तेल – 2 बड़े चम्मच
  • अजवाइन – ½ चम्मच
  • नमक – 1 छोटा चम्मच
  • काली मिर्च – 15 से 20
  • तेल – तलने के लिए
Instructions
  1. एक बड़े बर्तन में मैदा, सूजी, अजवाइन, नमक और 2 बड़े चम्मच तेल अच्छे से मिक्स करें और पानी से हल्का सख़्त आटा गूंद लें।
  2. से 20 मिनट धक कर रख दें।
  3. नींबू जितनी लोई बनाकर पूड़ी जितना बेलें।
  4. चाकू से एक किनारे से बीच में से काट कर इसको तिकोना शेप दें।
  5. किनारे में हल्का सा पानी लगाकर चिपकाएं।
  6. एक तरफ से बीच में काली मिर्च रखकर डाबा दें।
  7. कढ़ाई में मट्ठी तलने के लिए तेल गरम करें।
  8. तेल गरम होने पर आँच धीमी करके तिकोना शेप में त्यार की हुई मट्ठी कढ़ाई में डालें।
  9. धीमी आँच पर सुनहेरा होने तक फ्राई करें और फिर प्लेट में निकाल लें।
  10. त्यार तिकोनी नमकीन मट्ठी सर्व करें।
Notes
मट्ठी को ठंडा होने पर एयर टाइट कंटेनर में स्टोर कर सकते हैं।

Triangle Kali Mirch Mathri Recipe in Hindi – ट्रायंगल मठरी kaise banaye:

triangle tikoni mathri, त्रिकोण मठरीHow to make Black pepper namkeen mathri (तिकोनी Banane ki Vidhi) Step by Step Guide Hindi mein:

  1. Ek bade bartan mein maida, suji, ajwain, namak aur 2 bade chammach tel acche se mix karein aur paani se halka sakht aata goond lein.
  2. 15 se 20 minute dhak kar rakh dein.
  3. Nimbu jitni loi banakar poori jitna belein.
  4. Chaku se ek kinare se beech mein se kaat kar isko tikona shape dein.
  5. Kinaare mein halka sa paani lagakar chipkaye.
  6. Ek taraf se beech mein kali mirch rakhkar daaba dein.
  7. Kadhai mein mathi talne ke liye tel garam karein.
  8. Tel garam hone par aanch dheemi karke triangle shape mein tyaar ki hui mathi kadhai mein daalein.
  9. Dheemi aanch par sunhera hone tak fry karein aur phir plate mein nikaal lein.
  10. Tyaar triangle mathi serve karein.
  11. Mathi ko thanda hone par air tight container mein store kar sakte hain.

Save

Save

Save

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published.

*

code

Rate this recipe: