आलू टमाटर का झोल रेसिपी – Aloo Tamatar ka Jhol Recipe

Aloo Tamatar Jhol Recipe in Hindi - आलू टमाटर का झोल बनाने की विधि
 
Author:
Recipe type: Main Course
Ingredients
  • आलू - 4
  • टमाटर - 4
  • अदरक - 1 छोटा टुकड़ा
  • जीरा - 1 चम्मच
  • धनिया पाउडर - 1 चम्मच
  • हल्दी - ½ चम्मच
  • लाल मिर्च पाउडर - ½ चम्मच
  • हींग - ¼ चम्मच
  • अमचूर - ½ चम्मच
  • पानी - 1 ग्लास
  • नमक - स्वादानुसार
  • गरम मसाला - ½ चम्मच
  • हरा धनिया - 2 बड़े चम्मच
  • तेल - 2 बड़े चम्मच
Instructions
  1. आलू को उबाल कर छील लें और हल्का मैश कर लें।
  2. टमाटर और अदरक को काट कर मिक्सर में पीस लें।
  3. कड़ाही में तेल गरम करें और जीरा डालकर भून लें।
  4. जीरा भुन जाने पर अदरक टमाटर का पेस्ट डालें।
  5. टमाटर तेल छोड़ने लगे तब आँच धीमी करें और कढ़ाई में धनिया पाउडर, हींग, हल्दी, लाल मिर्च पाउडर डालकर मसाला भुने।
  6. अब कड़ाही में उबले मैश किए हुए आलू डालें, आमचूर पाउडर डालें और 1 मिनिट पकाएं और फिर पानी डालें और आँच मध्यम कर दें।
  7. एक उबाला आने पर नमक डालें और आँच धीमी करके 5 से 7 मिनट पकाएं।
  8. जब तेल ग्रेवी के उपर नज़र आने लगे तब गैस बंद कर दें।
  9. तैयार आलू के झोल पर गरम मसाला और कटा हरा धनिया डाल कर पूड़ी के साथ सर्व करें।

Potato Tomato Vegetable Recipe in Hindi – आलू टमाटर का झोल kaise banaye:

aloo tamatar ka jhol recipe, आलू टमाटर का झोलHow to make aloo ki sabji  (आलू टमाटर का झोल Banane ki Vidhi) Step by Step Guide Hindi mein:

  1. Aalu ko ubaal kar cheel lein aur halka halka mash kar lein.
  2. Tamatar aur adrak ko kaat kar mixer mein pees lein.
  3. Kadahi mein tel garam karein aur jeera daalkar bhoon lein.
  4. Jeera bhun jaane par adrak tamatar ka paste daalein.
  5. Tamatar ka paste tel chhorne lage tab aanch dheemi karein aur kadhai mein dhaniya powder, hing, haldi, lal mirch powder daalkar masala bhune.
  6. Ab kadahi mein uble mash kiye hue aloo daalein, aamchur powder daalein aur 1 minute pakayein aur phir paani daalein aur aanch madhyam kar dein.
  7. Ek ubaala aane par namak daalein aur aanch dheemi karke 5 se 7 minute pakayein.
  8. Jab tel gravy ke upar nazar aane lage tab gas band kar dein.
  9. Taiyaar aloo ke jhol par garam masala aur kata hara dhaniya daal kar poori ke saath serve karein.

Save

Save

Save

Read More:

Comments 2

Leave a Reply

Your email address will not be published.

*

code

Rate this recipe: