ग्रीन टी बनाने की विधि – Green Tea Recipe

Green tea recipe in Hindi for Weight loss:

Kya aap jaante hain green tea rojana peene se hum apna wajan kam kar sakte hai. Green tea mein maujood anti-oxidants hamari body ko detox karne mein bahut faydemand hoye hai.

Green tea bante waqt dhyan rakhein ki chini ki jagah shahed ka istemaal karein.
To aaiye jaane motapa kam karne ke liye Green tea banane ki Vidhi.

ग्रीन टी बनाने की विधि - Green Tea Recipe in Hindi | Hari Chai Recipe
 
Ingredients
  • ग्रीन टी बैग – 1
  • पानी (वॉटर) – 1 कप
  • चीनी (या शहद) - 1 चम्मच या स्वादानुसार
Instructions
  1. ग्रीन टी बनाने के लिए, चाय के पैन में पानी डालकर उबालें।
  2. पानी उबल जाने पर गैस बंद करें और चीनी डालें।
  3. एक कप में ग्रीन टी बैग डालें।
  4. अब इसमे बॉईल किया हुआ पानी डालें।
  5. एक मिनट तक टी बैग कप में ही रहने दें।
  6. फिर दो तीन बार डीप करके टी बैग निकाल लें।
  7. तैयार हेल्थी ग्रीन टी सर्व करें।

Green Tea Recipe in Hindi – ग्रीन टी kaise Banaye:

green tea image, ग्रीन टी, Hari Chai, Green tea recipe in hindiHow to make Green Tea (ग्रीन टी Banane ki Vidhi) Step by Step Guide Hindi mein:

  1. Green tea banane ke liye, chai ke pan mein paani daalkar ubaalein.
  2. Paani ubal jaane par gas band karein aur chini daalein.
  3. Ek cup mein green tea bag daalein.
  4. Ab isme boil kiya hua paani daalein.
  5. Ek minute tak tea bag cup mein hi rehne dein.
  6. Phir do teen baar dip karke tea bag nikaal lein.
  7. Taiyaar healthy green tea serve karein.

Green tea ko aur paushtik banane ke liye , chini ki jagah 1 chammach shahed ka istemaal karein.

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published.

*

code

Rate this recipe: