Chukandar Tamatar ka Juice – Beetroot Tomato Recipe

Chukandar Tamatar Juice Ingredients:

  • Chukandar -1
  • Tamatar -1
  • Paani – 2 bade chammach

chukandar tamatar ka juice, chukandar tamatar juice banane ki vidhi, chukandar tamatar recipe in Hindi

Chukandar Tamatar ka Juice Banane ki Vidhi:

  • Chukandar Tamatar ka juice banane ke liye, Chakundar aur tamatar ko ache se dho lein.
  • Ab chakunder ko cheel lein.
  • Phir ek mixer mein tamatar aur chakunder ko kaat kar daalein.
  • Ak mixer mein Chukandar Tamatar ko ache se blend karein.
  • Ab mixer mein paani daalkar dobara se ache se blend karein.
  • Ab moti chalni ki madad se chakundar aur tamatar ke juice ko ek bartan mein chaan lein.
  • Tyaar juice ko glass mein daalkar serve karein.

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published.

*

code